website kese banaye

Free Website Kaise Banaye

Website Kaise Banaye – Agar aapko online paise kamane me interest hai, ya fir aapko aapki khud ki website banana he to, mai aapko bataunga ki free website kaise banate he. Website banana bohot asaan hai. Aapko lagega sirf Gmail ID

Step 1 - Chahiye ek Gmail Account
Hum Gmail ID ko use kar ke website banayenge, Blogger ye Google ka product hai, Blogger par hum free me website bana sakte hai. Sabse Pehle aapko lagega aapka Gmail ID.
Abhi aap www.blogger.com pe jaye.
Yaha par aaka GMail ID aur Password se login kare.
Blogger Par Sign Up Kare
Blogger Par Sign Up Kare
 Step 2 - Banayiye Blogger Account
Login karne ke bad aapko screen par New Blog button par click kare.
Free Website Kaise Banaye
Free Website Kaise Banaye
New Blog button par click karne ke bad agle screen par aapko website ka nam aur website ka address dalna hoga.
Create a New Blog
Create a New Blog
Website ka Title aur Website ka address dalne ke bad nich Create Blog button par click kare.
 Step 3 - Add Kijiye New Post
Hamne abhi website ki link choose kar li he.
Hamari website abhi thodi hi der me ready ho jayegi.
Free Website Kaise Banaye
Free Website Kaise Banaye
Agle screen par New post par click kare.
Hume ab hamara Article dalna hai, Agle screen par aapka article likhe.
Naya Article Likhe
Naya Article Likhe
Article likhne ke bad Publish button par click kare.
Aapki website abhi ready hai.

1 Comments

Jankari Acchi Lage To Comment Jarur Kare

  1. Website Kese Banaye - हिंदी में टिप्स >>>>> Download Now

    >>>>> Download Full

    Website Kese Banaye - हिंदी में टिप्स >>>>> Download LINK

    >>>>> Download Now

    Website Kese Banaye - हिंदी में टिप्स >>>>> Download Full

    >>>>> Download LINK gD

    ReplyDelete
Previous Post Next Post