Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Kaise Unlock Karte Hai hindi me tips

Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Kaise Unlock Karte Hai Hard Reset Kar Ke

Image result for smartphoneDosto bahut se log apne Android Smart Phone me Pattern Lock ka istemal karte hai. kai bar aisa hota hai ki hum Pattern Lock kar ke bhul jate hain, aur kai bar Try karne se humara Phone Lock ho jata hai. aur Email, Password magne lagta hai. par Email aur Password dalne par bhi humara Phone Unlock nahin ho pata hai.
To aaj main apko bataungi ki Android Smart Phone ko kaise Unlock karte hai Hard Reset ki madat se.
Image result for android pattern unlock

 Step 1 
Sabse pahle apna Phone Switch off kar de. Fir Velume Up Key + Home Key aur Power On Key ek sath 5 second tak daba kar On kijiye.
Image result for smartphone pattern colorful
 Step 2 
Ab ek Boot Menu khulega usme Factory Reset ko Select kariye. Select karne ke liye Velume Up aurVelume Down ka Istemal kijiye.Fir Home Botton ki sahayta se Faktory Reset me Ok kar dijiye.

Congratulation!! Apka Phone Reset ho gya aur Pattern Lock bhi hat gaya hoga.

Other Android Smart Phone Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Kare :~

Post a Comment

Jankari Acchi Lage To Comment Jarur Kare

Previous Post Next Post