YouTube se video kaise download karte hai Bina software ke

Youtube ek aisi website hai jis par videos ka store hai aapko har tarah ki videos yaha par mil jaayenge.
lekin aap un videos ko download nahi kar sakte. Aapko video download karne ke liye alag se software download karna padega. Aaj mai apko youtube se direct video download karna sikhaunga step by step.
Start karte hai,
Step-1:-  sabse pehle aap apne mobile ya computer par google open kare, or Google ke search box me youtube type kare aur search pe click kar de.
Step-2:- Youtube pe click kare aur open hone ke baad apne video ko search kare (jaisa ki maine is video ko kiya hai) aur uspe click kare
Uske baad apne browser ke address  bar me aapkohttp://m.youtube.com/watch?v=FoqiAs3Ep&#8221is me se http://m.ko delete karna hai jo ki aapke address bar me aage ki taraf hai.  aapko address bar me aage ki taraf se youtube ke aage wale words delete karne hai. 
Step-3:-  http://m. delete karne ke baad youtube ke aage “ss”  type kare aur click karde.
Step-4:- Click karne ke bad ek naya page  khulega, usme aap video ki Quality ko select kare aur download par click karde downloading start ho jaaygi…..

Post a Comment

Jankari Acchi Lage To Comment Jarur Kare

Previous Post Next Post