Smart Phone Ki Battery Life Badhane Ke 10 Android Apps

Smart Phone Ki Battery Life Badhane Ke 10 Android Apps

easy battery saver

Ye android apps battery saver ke liye hi banaya gaya hai. isme aap normal mode, general power saving mode, intelligent power saving mode, super power saving mode, advanced customzed mode me se apni pasand ke mode par select karke battery life badha sakte ho. is apps ko manage karna baht hi aasan hai. koi bhi basic mobile knowledze rakhna wala ise use kar sakta hai. battery saver ke sath sath aap isse bluetooth, screen rorate, wifi and other features bhi manage kar sakte ho.
is apps ko 50,000+ user download kar chuke hai. is apps ko install karne ke liye aapke pas 2.2 ya isse jada android version mobile hona chahiye. apps ka size 1-3 MB ka hai.

2 – Du Battery Saver

Du Battery Saver

Ye apps battery saver apps me se sabse jada populer hai. isse aap 40% tak battery life badha sakte ho. isme aap one click se battery backup badha sakte hai. click karte hai. mobile me bina kaam ke apps band ho jate hai. isme mobile tapman ko bhi control kiya ja sakta hai.
is apps ko google play se 1,00,000+ user download kar chuke hai. ise use karne ke liye kam se kam 2.3 android version hona chahiye. is apps ko 5,000,000+ ser like kar chuke hai.

3 – Battery By Micropinch

Battery By Micropinch

is apps ka sabse acha feature ye hai ki ye aapko battery low hone par warning show karega, game, movie, songs chalate time jab aapki battery 30% se kam ho jayegi to aapko information milegi. or aap battery power saver activate kar sakte hai. ye apps lagbhag har tarah ke mobiles, tablets me kaam karta hai.
is apps ko 1 milion user download kar chuke hai. or 8,000,000+ user like kar chke hai. newandroid system support phones me ye screen lock ka kaam bhi kar sakta hai. is apps ko download karne ke liye aapke pas 2.2+ android mobile hona jaruri hai.

4 – Avast Battery Saver

Avast Battery Saver

ye ek aysa apps hai jo aapke smart phone ki battery life badhane ke sath sath phone ki spped bhi badhata hai. sath hi  ye apps aapke mobile ki virus se security bhi karta hai. manage karne me kafi aasan tools hai. jise hum easily use kar sakte hai. is apps ko google play se 5,000,000+ log download kar chuke hai.

5 – Advanced Mobile Care

Advanced Mobile Care

ye ek aysa apps hai jis se real me mobile virus ko sacan kiya ja sakta hai. ise IObit company ne android mobile ki security or better services ke liye banaya tha. security ke sath hi is apps se battery ki life bhi badhayi ja sakti hai. isse aap game and other apps ko install bhi kar sakte hai. is aaps ke sath free antivirus or WIFI security scanner bhi aata hai.
is apps ko 1 crore se jada log download kar chuke hai. ye apps battery saver ke sath mobile security ke liye bhi kaam karta hai. yani is apps se real memobile ke virus delete kiye ja sakte hai.

6 – Battery Docter

Battery Docter

ye apps battery khatm hone ki jankari deta hai. aapke phone me jab 20% power bachegi to ye apps iski suchna dega. jisse aap apne mobile ko power saver par set karke battery time badha sakte hai. apps mobile me install karne ke bad ek bar activate karne par kaam karna shuru kar dega. mobile ki battery kitni bachi hai or kitne time tak kaam karegi, ye apps iski 90% sahi jankari deta hai. isme kuch features bhi diye gaye hai, jisse battery time badhaya ja sakta hai. agar aapke phone me battery jaldi khatm ho rahi hogi to ye apps bluetooth, wifi or bina kaam ke apps ko band kar dega.
is apps ko google play se 7,000,000+ log download kar chuke hai. is apps ko install karne ke liye 2.3+ android version support mobile hona chahiy

7 – Go Battery Saver

Go Battery Saver

is apps ko mobile features ko control karne ke liye banaya gaya hai. ye apps mobile ke bluetooth, WIFI, screen britness, apps, mobile data and other features ko control karne ka kaam kareta hai. isse aap 15-20% battery bacha kar bhi rakh sakte hai. jo important time me kaam aa sakti hai.
is apps ko google play se 7 crore se jada log download kar chuke hai or 5,000,000 se jada log like kar chuke hai. is apps ko use karne ke liye aapke pas 2.2+ opretic system se upar ka android version support phone hona jaruri hai.

8 – Battery Dr Saver

Battery Dr Saver

is apps ko battery ki life badhane ke liye banaya gaya hai. ye apps battery ki health, tapman, time par nazar rakhta hai. jis se mobile aaram se kaam karta hai. is apps ko use karne se mobile ki screen hack hone se secue hoti hai. or aap bar bar hacking ki problem se chutkara pa sakte hai. iske sath hi ye apps, full charge alarm, apps, battery low ki suchna deta hai.
is apps ko ab tak 1,40,000 log pasan kar chuke hai or 1 crore se jada download kar chuke hai.  is apps ko use karne ke liye 2.2+ android version ki jarurat hoti hai.

9 – Super a Tool Box Cache Battery

Super a Tool Box Cache Battery

is apps ki help se user adroid phone ko aasani se manage kar sakte hai. ise Aipopdev company ke dwara banaya gaya hai. ye apps, memory card ki details, battery time, video time, internet serfing and time show karta hai. is apps ki help se aap web browser, gmail, google plus ki history bhi delete kar sakte hai. is apps ko google play se download kiya ja sakta hai.
is apps ko 60,000 se jada log pasand kar chuke hai or lagbhag 1 crore log download kar chuke hai. is apps ko install karne ke liye phone me kam se kam 2.2 android version system hona chahiye.

10 – Juice Defender & Battery Saver

Juice Defender & Battery Saver
Juice Defender apps ko battery saver ke liye develop kiya gaya hai. is apps me 5 tools hai. jinme aap aasani se battery saver, mobile data and other apps ki customize setting kar sakte hai. or apne smart mobile ko better bana sakte hai. ye apps mobile ki power ko full control me rakhta hai. jisse mobile ki battery life 30% tk badh jati hai.
is apps ko google play store par se download kar sakte hai. ise ab tak 1 crore se jda log download kar chuke hai. lagbhag 2 lakh se jada log is apps ko pasand kar chuke hai. is apps ko bhi use karne ke liye aapko phone 2.2+ android version support hona jaruri hai.

3 Comments

Jankari Acchi Lage To Comment Jarur Kare

  1. This post is saying all the things which one should know. Not a single word is written without research. I

    really appreciate the efforts and knowledge of writer. Avast firewall settings | Update Avast Antivirus Offline


    ReplyDelete
  2. The writer deserves a huge round of applause for the way in which the content has been added to this blog. How do I fix Avastui EXE application error?

    ReplyDelete
  3. These blogs have been written very well and all the content has been given really good research the vocabulary is really impressive.How To Login BullGuard Antivirus For Free?

    ReplyDelete
Previous Post Next Post